Before Exam
“GK ka notes hai kya ?”
“Kal kaun sa exam hai ?”
“Mechanics afternoon ko hai to abhi kyun pad raha hai ?”
“Dota khelega ?”
“Main frust ho gaya ! Pondy ghusa mere hard disk mein !”
“Pencil lena hai kya ?”
“Kitna chits banaya ?”
“Kahan chupayega ?”
“Xerox abhi khula rahega kya ?”
[classic] ” Exam kal hai na, abhi kyu padna ?”
After Exam
“Sriram ne mujhe galat syllabus bataya tha !”
“JD yaar , syllabus to bataya kar “
[Conversation]
Jackass 1: Paper lodu tha …. mera ek ghante mein khatam ho gaya !!
Jackass 2: To bathroom nahi aa sakta tha , main missed call de raha tha !
J1: Kyun be , paper to easy tha !
J2: Circuit diagram ban gaya tha kya , tere se ?
J1: Kaun sa circuit diagram ? ….. $%#%#$…MKL…… Maine to paper ultaya hi nahin tha !!
“Yes stuctural ka question ADSOM mein kaise aa gaya ?”
Very Sad Guy :”Maine formulaes galat rate the !”
Smart Ass : “Isi liye bolta hun , chits banaya kar “
[classic]“Maine Calculator mein pura table save kar liya tha …. lekin hang ho gaya, reset karna pada !!”
During Class
“Attendance mein bula dena , soo raha hun”
“Nayi game install ki hai kya mobile pe ?”
“Numerical solve kar jaldi , prof idhar aa raha hai ! “
“Kitna time baki hain ?”
“Apna system hi kharab hai “
“Tere ko bola tha Chetan Bhagat wala book lane ke liye !”
“CAT ki preparation mein calculator kyun use kar raha hai ?”
“10:10 toh ho gaya , kab chodega ? maine breakfast nahi ki hain !!”
Stud : “Extra Pen hai kya ?”
Another Stud : “Haan, hai naa !”
Stud: “Aur ek notebook bhi dena ?
Another Stud : “Mera All-in-one hain !!”
Stud : ” Toh middle page phaad ke de “
Another Stud : “Middle page se Mechanics chaalu ho raha hai !”
Stud : “Chod de , main so jata hun “
